Nabi Ka Nam Lewa By Hafiz Fahad Shah
Ujale me andhery ka guzara ho nahi sakta
Nabi ka nam lewa be sahara ho nahi sakta

Baroz-e hashr un ke samne jaon jahannum me
Mere aaqa ko ye hargiz gawara ho nahi sakta
Nabi ka nam lewa be sahara ho nahi sakta
Ujale me andhery ka guzara ho nahi sakta
Ye farman-e khudawandi he logo ghor se sun lo
Nahi jo mustafa ka wo hamara ho nahi sakta
Nabi ka nam lewa be sahara ho nahi sakta
Ujale me andhery ka guzara ho nahi sakta
Faqat ek bar ho jay muje deedar rowze ka
Mere aaqa agar aisa dobara ho nahi sakta
Nabi ka nam lewa be sahara ho nahi sakta
Ujale me andhery ka guzara ho nahi sakta
Nahi qaail jo siddiq o umar usman o haidar ka
Yaqeenan wo Muhammad ka dulara ho nahi sakta
Nabi ka nam lewa be sahara ho nahi sakta
Ujale me andhery ka guzara ho nahi sakta
Banam-e haq chle gar Nazish aaqa ke sahare par
To kashti se kabhi bad zan kinara ho nahi sakta

COMMENTS