Na Mumkin | Very Beautiful Naat | Hafiz Fahad Shah
Lyrics:
Sach he aisa karke dikhana mushkil kia naamumkin he
Pathar se kalma parhwana mushkil kia naamumkin he
Sidra par jibreel teher kar aaqa se ye kehty hain

Is se aage mera jana mushkil kia naamumkin he
Is se aage mera jana mushkil kia naamumkin
Sach he aisa karke dikhana mushkil kia naamumkin he
Pathar se kalma parhwana mushkil kia naamumkin
Shaah-e madeena ki marzi par rab ki marzi he mouqof

Wo rothy to rab ko manana mushkil kia naamumkin he
Wo rothy to rab ko manana mushkil kia naamumkin he
Sach he aisa karke dikhana mushkil kia naamumkin he
Pathar se kalma parhwana mushkil kia naamumkin he
Khon-e sahaaba se hi logo deen ka gulshan taaza he

Unke jaisa karke dikhana mushkil kia naamumkin he

COMMENTS